Main AAina tha toot ke bhi AAina raha
Tum kya kahoge jab tumhe patthar kahenge log
Mujhko ye soch hi kaafi hai jalane ke liye
Main na hota to koi aur tumhara hota
Main AAina tha toot ke bhi AAina raha
Tum kya kahoge jab tumhe patthar kahenge log
Mujhko ye soch hi kaafi hai jalane ke liye
Main na hota to koi aur tumhara hota
अच्छी सूरत पे ग़ज़ब टूट के आना दिल का
याद आता है हमें हाय! ज़माना दिल का
तुम भी मुँह चूम लो बेसाख़ता प्यार आ जाए
मैं सुनाऊँ जो कभी दिल से फ़साना दिल का
पूरी मेंहदी भी लगानी नहीं आती अब तक
क्योंकर आया तुझे ग़ैरों से लगाना दिल का
इन हसीनों का लड़कपन ही रहे या अल्लाह
होश आता है तो आता है सताना दिल का
मेरी आग़ोश से क्या ही वो तड़प कर निकले
उनका जाना था इलाही के ये जाना दिल का
दे ख़ुदा और जगह सीना-ओ-पहलू के सिवा
के बुरे वक़्त में होजाए ठिकाना दिल का
उंगलियाँ तार-ए-गरीबाँ में उलझ जाती हैं
सख़्त दुश्वार है हाथों से दबाना दिल का
बेदिली का जो कहा हाल तो फ़रमाते हैं
कर लिया तूने कहीं और ठिकाना दिल का
छोड़ कर उसको तेरी बज़्म से क्योंकर जाऊँ
एक जनाज़े का उठाना है उठाना दिल का
निगहा-ए-यार ने की ख़ाना ख़राबी ऎसी
न ठिकाना है जिगर का न ठिकाना दिल का
Woh Dekhtey hain toh yoon hi dekhtey hain,
Bahana kartey hain ke dekhtey hi nahin,
Waise toh chup chup kar hum bhi unhe dekhtey hain,
par wah kya andaaz hai un ke dekhney ka,
Jab hum un ki taraf dekhtey hain toh woh jamin ki taraf dektey hain....![]()
Dosti mein duriyaan to aati jaati rehti hain...
Fir bhi dosti dilon ko milati rehti hain...
Woh dost hi kya jo naaraz na ho...
Par sachchhi dosti doston ko manaati rehti hain.![]()
Agar Main Mar Jaon, Do aasu na bahana,
Do aasu jo bahana toh mere Kabr tak na aana,
Mere Kabr tak jo aana, do phool na chadana,
Pehle se hi daba hun, mujhe aur na dabana.![]()
![]()
Shaikh karta hai masjid mai khuda ko sajde
Har sajde mai asar ho ye zaroori to nahi
Neend to dard ke bister mai bhi aa jaati hai
Unki aagosh mai sar ho ye zaroori to nahi
har shabegam ki sahar ho ye zaroori to nahi
Umr jalwo mai basar ho ye zaroori to nahi
![]()
![]()
Tumhe dil ke bade hi khas kone mein basaya hai
Mere dil se juda tum aashiyan kaise banaouge..
Tumhe ghera hai sanson se, Tumhe dhadkano se bandha hai
Daman bacha kar kis tarha dur jaouge..
Mera yeh dil, meri yeh jaan sab kuch tumhara hai...
Bhala is se bhi zyada tum kaha kuch aur paouge....
1) Kal jab mile the....
to dil mein hua ek sound.
Aur aaj mile to kehte hain...
your file not found! *
2) Jo muddat se hota aaya hai,
woh repeat kar doonga...
Tu naa mili to apni zindagi
ctrl+alt+delete kar doonga...
3) Shayad mere pyar ko
taste karna bhool gaye...
Dil sey aisa cut kiya
ke paste karna bhool gaye...
4) Laakhon honge nigaah mein
kabhi mujhe bhi pick karo...
Mere pyaar ke icon pe
kabhi to double-click karo...
5) Roz subha hum karte hain
pyaar se unhe good morning...
Woh aise ghoor ke dekti hain
jaise 0 errors aur 5 warning...
6) Aisa bhi nahin hai ke
I don't like your face.
Par dil ke storage mein
No more disk space.![]()
मज़हबी मज़दूर सब बैठे हैं इनको काम दो ,
इसी शहर में एक पुरानी सी इमारत और है ।
.................................................. .........................................
मुनव्वर माँ के सामने कभी खुलकर नहीं रोना,
जहाँ बुनियाद हो, इतनी नमी अच्छी नहीं होती ।
.................................................. .......................................
And this is for some of us ...
बरबाद कर दिया हमें परदेस ने मगर
माँ सबसे कह रही है कि बेटा मज़े में है ।
.................................................. .............................................
ग़रीबी क्*यों हमारे शहर से बाहर नहीं जाती
अमीर-ए-शहर के घर की हर एक शादी बताती है
मैं उन आंखों के मयख़ाने में थोड़ी देर बैठा था
मुझे दुनिया नशे का आज तक आदी बताती है
.................................................. ..................................
थकी - मांदी हुई बेचारियां आराम करती हैं
न छेड़ो ज़ख़्म को बीमारियां आराम करती हैं
अभी तक दिल में रौशन हैं तुम्हारी याद के जुगनू
अभी इस राख में चिन्गारियां आराम करती हैं
And one from Rahat Saab --
उसकी कत्थई आंखों में हैं जंतर मंतर सब
चाक़ू वाक़ू, छुरियां वुरियां, ख़ंजर वंजर सब
जिस दिन से तुम रूठीं मुझ से रूठे रूठे हैं
चादर वादर, तकिया वकिया, बिस्तर विस्तर सब
मुझसे बिछड़ कर वह भी कहां अब पहले जैसी है
फीके पड़ गए कपड़े वपड़े, ज़ेवर वेवर सब
Waqt ke jism ki kharaash hoon main
apne ander se paash paash hoon main
zaaat hai aitbaar-e-zaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
KHARAASH= SCRATCH
PAASH PAASH= SHATTERED/CRUSHED
ZAAT= PERSONALITY
AITBAAR-E-ZAAT= BELIEVE ON PERSONALITY
Make someone smile today!![]()
| PolicyWala Rules | Register Free | Always TAG your threads | Like us at Facebook | Follow PolicyWala at Twitter | Tips for Writing Queries |
aa chaa.Ndanii bhii merii tarah jaag rahii hai
palako.n pe sitaaro.n ko liye raat kha.Dii hai
ye baat ki suurat ke bhale dil ke bure ho.n
allaah kare jhuuTh ho bahuto.n se suunii hai![]()
Rules/Guidelines at PolicyWala | Help Old People |
I am speaking from experience and my own personal views above - I am not an advisor, nor an expert.